Meri maut ki dua karo jaldi,
Mujhe rab se shikaayat farmaana hai,
Kaisa khel hai Dilon ka ya Rab,
Bichda ke kyun tadpaana hai,
Sapne sajaaye the iss Dil ne jo,
Todaa jaise khilona hai,
Pal, pal marr raha hai Dil mera ab,
Kar do dua ki marr jaana hai..
The Demon Prince...
No comments:
Post a Comment