Tuesday, 11 November 2008

Mujhe apne haal par jeene do ab

Mujhe apne haal par jeene do ab,
Toota hoon main najaanu kaise,
Chhahein hai baadal zindagi mein udaasi ke,
Aur chahein hain har taraf mere, tanhai ke andhere...

Kuch pal hasaakar mujhko duniya ne zaalim,
Umr bhar rone ki dava pilakar, tanha tadpaya hai aise,
Ab rootein hai sab, aur roota hai rab bhi kuch aise,
Ki chhoota hoon phool bhi, par kaantein hi chubte ho jaise...
The Demon Prince...

No comments: