Na samjhi tu kabhi mujhko,
Na samjhi meri chaahat ko,
Tu bas apni kahaani kehti rahi,
Na suni tune kabhi iss Dil ki bhi aahat ko..
Pagla tha main, ki maan baita tujhe apna,
Tu bas muskuraye chaaha tha maine itna,
Tere liye har pal main tere sang raha,
Aur tune har waqt mera imtehaan liya...
The Demon Prince...
No comments:
Post a Comment